Sunday, February 21, 2010
Monday, February 8, 2010
Khawab Saharay Tu Hain
Door Aaj Hain,
Yaad Atay Tu Hain
Khawab Adhoray Sahi,
Khawab Saharay Tu Hain
Aaj Bhi Meri Rahen Rokti Hain
Yaaden Teri Daman Khainchti Hain
Bhool Chukay Hain Jo Hume,
Yaad Atay Tu Hain
Sadyion K Fasle,
Aaj Hain Darmiyan
Ho Jayen Mager Jitni Bhi Doriyian
Aap Jahan Bhi Rahen,
Aap Humare Tu Hain
Khawab Adhoray Sahi ,
Khawab Saharay Tu Hain
Jane Kab Phir Milen Tere Mere Rastay
Saath Totay Nahi, Yaad Itna Rahe
Raat Dhalni Hai,
Ujalay Aany Tu Hain
Khawab adhoray
Door Aaj Hain,
Yaad Atay Tu Hain
Khawab Adhoray Sahi,
Khawab Saharay Tu Hain
Aaj Bhi Meri Rahen Rokti Hain
Yaaden Teri Daman Khainchti Hain
Bhool Chukay Hain Jo Hume,
Yaad Atay Tu Hain
Sadyion K Fasle,
Aaj Hain Darmiyan
Ho Jayen Mager Jitni Bhi Doriyian
Aap Jahan Bhi Rahen,
Aap Humare Tu Hain
Khawab Adhoray Sahi ,
Khawab Saharay Tu Hain
Jane Kab Phir Milen Tere Mere Rastay
Saath Totay Nahi, Yaad Itna Rahe
Raat Dhalni Hai,
Ujalay Aany Tu Hain
Khawab adhoray
Sunday, February 7, 2010
New Ghazal
muhabbat ki qimat ada kiya karen ge
jo hain bewafa wo wafa kiya karen ge
zia de sake jo na ik jhoonpre ko
chala k hum aisa diya kiya karen ge
na jo kar sake khair khahi khud apni
kisi dosre ka bhala kiya karen ge
khaye hain pholon ki ulfat main dhoke
tu kanto se phir hum gila kiya karen ge
ghanimat hai gar mout aajaye sadiq
k hum ji k on siwa kiya karen ge
jo hain bewafa wo wafa kiya karen ge
zia de sake jo na ik jhoonpre ko
chala k hum aisa diya kiya karen ge
na jo kar sake khair khahi khud apni
kisi dosre ka bhala kiya karen ge
khaye hain pholon ki ulfat main dhoke
tu kanto se phir hum gila kiya karen ge
ghanimat hai gar mout aajaye sadiq
k hum ji k on siwa kiya karen ge
Subscribe to:
Posts (Atom)